Apne dil ki sun afwahon se kaam na le,
Tera veham hai ki main bhula hoon tujhe,
Meri koi aisi saans nhi jo tera naam na le..
Kyun tu acha lagta hai , waqt mila to sochenge
Tujh mein kya kya dekha hai, waqt mila to sochenge
Sara sheher shanasai ka , dawedar to hai lekin
Kon hamara apna hai , waqt mila to sochenge
Hum ne usko likha tha , kuch milne ki tadbeer karo
Us ne likh ker bheja hai , waqt mila to sochenge
Mosam khushbu baad-e-saba chand shafaq aur taron mein
Kon Tumhare jaisa hai ,waqt mila to sochenge
Ya to apne dil ki mano , ya phir duniya walon ki
Mashwara uska acha hai ,waqt mila to sochenge..
Mumkin hai Chasm-e-Nam ko SITARA na kar sako,
Mumkin hai tum bhi koi ISHARA na kar sako,
Mumkin hai mery Baghair bhi BITA lo ye Zindgi,
Mumkin hai apnay Sath bhi GUZARA na kar sako,
Mumkin hai ZEHAR dy k mujhy AATA kar do ZINDAGI,
Mumkin hai yeh KARAM Dobara na kar sako,
Mumkin hai mera HUKAM bhi tum ko QABOOL ho,
Mumkin hai ILTAJA bhi Gawara na kar sako,
Mumkin hai Do QADAM pay BADAL jao Raasta,
Mumkin hai UMAR bhar KINARA na kar sako....

Kitney Suljhay Hoye Tareeqay Se,
.
Mujh Ko Uljhan Main Daal Jaatay Ho..
.
Mujh Ko Uljhan Main Daal Jaatay Ho..
No comments:
Post a Comment