Anpe aansu kisi pe barbad mat karna,
Jise malum na ho mayne aapke pyaar ki,
Usse kabhi sath ki fariyad mat karna..
Ishq ka jalwa to hajaro ko milta hai,
Yaha to jawab sirf sawalo ka milta hai,
Ishq to 1 hasin gunah hai aur
Ye gunah to sirf nasib walo ko milta hai.
Dil cheez hi kya hai,
Ye to bas bahana hai pyaar jatane ka,
Warna ye hamari jaan hi kya hai,
Ye to bas bahana hai umar bhar saath nibhane ka…
Ye to bas bahana hai pyaar jatane ka,
Warna ye hamari jaan hi kya hai,
Ye to bas bahana hai umar bhar saath nibhane ka…

No comments:
Post a Comment