MujhE tO LaOoT Aana Tha maGar AwaaZ tO dEtE
na iTni dOor jana Tha maGar AwaaZ tO dEtE
TumhE shayEd khabar na Thi mEre Tum achE dOsT hO
Agar-ChyE Aazmaana Tha maGar AwaaZ tO dEtE
Tumhara DiL bEhlTa Tha mEri bE-kaar baToOn sE
yE QiSsa pOraana Tha maGar AwaaZ tO dEtE
GilE shikwE hazaroOn ThE maGar diL main AaQeEdaT Thi
AaQeEdaT kO baChana Tha maGar AwaaZ tO dEtE………
No comments:
Post a Comment