Recent Comments Widget for Blogger With Avatar For Blogger by Beautiful Blogger Widgets

Na mai pass usko bula saka

Na mai pass usko bula saka
Na mai dil ki bat bata saka

wo hansi hansi mai he chal diya
k mai hath tak na mila saka

Un hi sochta raha door tak
Magar usko kuch na bata saka

Ya maqam hi tha ajeeb sa
K me khud ko b na bacha saka

Wo juda huwa to kuch is tarhan
Koi rasam tak na nibha saka

Usay jana tha wo chala gaya
Usay aj tak na bhula saka

No comments:

Search This Blog

Wikipedia

Search results